Hoon mein chanchal vichlit mann ka,
Khush rehne ka maksad hai mera.
Har praani hai alag auroon se,
Rakta vibhinn soch apne mann mein.
Auroon ke karta wo kaam anek,
Bas judi isse bhavana ek.
Hum bhi ek praani hein,
Rakte hai kaayi aashayein,
Jinse judi hai meri saari bhavanayein.
Humein samajna aasan nahi,
Paranthu agar dost ho tho karoge koshish kaayi.
Aye saathi!! humein samaj lena,
Aur hamesha apna saath dena.
Khush rehne ka maksad hai mera.
Har praani hai alag auroon se,
Rakta vibhinn soch apne mann mein.
Auroon ke karta wo kaam anek,
Bas judi isse bhavana ek.
Hum bhi ek praani hein,
Rakte hai kaayi aashayein,
Jinse judi hai meri saari bhavanayein.
Humein samajna aasan nahi,
Paranthu agar dost ho tho karoge koshish kaayi.
Aye saathi!! humein samaj lena,
Aur hamesha apna saath dena.
Its good to respect others feelings.. Not everyone is the felt the same way as it is to anyone else.
Please do not apply this to any relation. Its just about how one is.
4 comments:
Nice thoughts yaar..
I think it ll be better if U can post this one in english also.. ;)
Good idea ha..
Creativity.. :o)
harry,
bhavanayein samaj zaroor aayengi ...
1st half of the poem - Good.
2nd half of the poem - Very Good.
aise hi likhte jaaaon miyaan....
poems are not mu cup of tea bro... you need to be an intellectual to read into another's intellect!
Post a Comment